Kitab-e-Dill ka koi Bhi wark Sada nahi hota
Nigah Us ko bhi parh leti he jo likha nahi hota
Mery ban jao
Ye dunya matlab ki he Tum Kis mukhlasi ki baat karty ho
Log Janaza Parhny Aaty hain wo bhi apny sawab Ki khatir
Mery Ban Jao
Hamy khabar he muhabat k sab thikano ki
Shrek-e-Jurm Na hoty to mukhbari karty
Mery Ban Jao
Khud Pay Beeti He to roty ho sisakty ho
Wo jo ham ne kiya wo Ishk Na Tha
Mery Ban Jao
Be Los Muhabat ke ab Silsaly Khatam
Ab jis tarha ki dunya is trha k hum
Mery Ban Jao
Na Dhond Meri MUHABAT ko Is dunya k hajoom me
haqeeqat to ye he WAFA karny waly aksar tanha hoy karty hain
Mery Ban Jao
Suna he wo dukh me hoty hain to hamain yaad karty hain
Ae khuda me us k liye khushi ki dua karon ya Gham ki
Google Facebook Twitter Yahoo bing

Post a Comment