Bass ik meri bat nahi thi, sab ka dard December tha,
Barf k shehar main rehny wala ik ik fard december tha.
Pichly saal k akhir mein bhi hairat main hum teeno thy,
Ik main tha, ik tanhai thi, ik bedard December tha.
Apni apni himmat thi Aur apni apni qismat thi,!!
Haath kisi k neely thy Aur peela zarrd December tha...
phoolon par tha saktta taari, khushboo sehmi sehmi thi,!!
khof zada tha gulshan saara, dehshat garrd December tha..
yeh jo Teri aankh mai paani, yeh jo Teri baat mai sardi,!!
itna hamen btaoo Tum, kiya Hamdard December tha??..
Bas ik meri baat nahi thi, Sab ka dard December tha,!!
barf k sheher mai rehny walaa, ik ik fardd December tha....

ﺑﺲ ﺍﮎ ﻣﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﮭﯽ ﺳﺐ ﮐﺎ ﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺑﺮﻑ ﮐﮯ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﻨﮯ ﻭﺍﻻ ﺍﮎ ﺍﮎ ﻓﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﭘﭽﮭﻠﮯ ﺳﺎﻝ ﮐﮯ ﺁﺧﺮ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺣﯿﺮﺕ ﻣﯿﮟ ﮨﻢ ﺗﯿﻨﻮﮞ ﺗﮭﮯ
ﺍﮎ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﮎ ﺑﮯﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﮎ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﮎ ﺑﮯﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﭘﻨﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﮨﻤﺖ ﺗﮭﯽ ﺍﻭﺭ ﺍﭘﻨﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﻗﺴﻤﺖ ﺗﮭﯽ
ﮬﺎﺗﮫ ﮐﺴﯽ ﮐﮯ ﻧﯿﻠﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﯿﻼ ﺫﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﮬﺎﺗﮫ ﮐﺴﯽ ﮐﮯ ﻧﯿﻠﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﯿﻼ ﺫﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﭘﮭﻮﻟﻮﮞ ﭘﺮ ﺗﮭﺎ ﺳﮑﺘﮧ ﻃﺎﺭﯼ ﺍﻭﺭ ﺧﻮﺷﺒﻮ ﺳﮩﻤﯽ ﺳﮩﻤﯽ ﺗﮭﯽ
ﺧﻮﻓﺰﺩﮦ ﺗﮭﺎ ﮔﻠﺸﻦ ﺳﺎﺭﺍ ﺍﻭﺭ ﺩﮨﺸﺖ ﮔﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺧﻮﻓﺰﺩﮦ ﺗﮭﺎ ﮔﻠﺸﻦ ﺳﺎﺭﺍ ﺍﻭﺭ ﺩﮨﺸﺖ ﮔﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﯾﮧ ﺟﻮ ﺗﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮫ ﻣﯿﮟ ﭘﺎﻧﯽ ﯾﮧ ﺟﻮ ﺗﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﻣﯿﮟ ﺳﺮﺩﯼ
ﺍﺗﻨﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﺘﺎﺅ ﺗﻢ ، ﮐﯿﺎ ﮨﻤﺪﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﺗﻨﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﺘﺎﺅ ﺗﻢ ، ﮐﯿﺎ ﮨﻤﺪﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
Post a Comment